Ethical Hacking Course - Introduction.

Hello guys webhelphindi par ek new course start horaha hai jo ki hai ethical hacking ka aur iss course me aapko ethical hacking seekhne milega ek bohot hi simple aur easy way me wo bhi hindi language me. Iss post me hum baat karenge iss course ke introduction, audience, prequisites aur iss poore course ke ek blueprint ki.


INTRODUCTION.

Hacking computers ka ek part hai pichle 50 saalo se aur ye ek bhot bada topic hai. Sabse pehla hacking event MIT me hua tha 1960 ke waqt aur ussi time hacker term originate hua tha.

Iss course me mai apko hacking ke saare concepts explain karunga aur bataunga ki aap kaise aap unhe real time environment me use kar sakte hain.

AUDIENCE

Ye course unn sab audience ke liye hai jinhe hacking me interest hai aur wo apna career ethical hacking me banaana chahte hain.

PREQUISITES (KYA PEHLE SE PATA HONA CHAHIYE)

Iss tutorial ko start karne se pehle apko computer ke baare me basic knowledge aur wo ek network me kaise work karta hai uski jaankari honi chahiye.

BLUEPRINT

1. ETHICAL HACKING − OVERVIEW
2. ETHICAL HACKING − HACKER TYPES
3. ETHICAL HACKING − FAMOUS HACKERS
4. ETHICAL HACKING − TERMINOLOGIES
5. ETHICAL HACKING − TOOLS
6. ETHICAL HACKING − SKILLS
7. ETHICAL HACKING − PROCESS
8. ETHICAL HACKING − RECONNAISSANCE
9. ETHICAL HACKING − FOOTPRINTING
10. ETHICAL HACKING − FINGERPRINTING
11. ETHICAL HACKING − SNIFFING
12. ETHICAL HACKING − SNIFFING TOOLS
13. ETHICAL HACKING − ARP POISONING
14. ETHICAL HACKING − DNS POISONING
15. ETHICAL HACKING − EXPLOITATION
16. ETHICAL HACKING − ENUMERATION
17. ETHICAL HACKING – METASPLOIT
18. ETHICAL HACKING – TROJAN ATTACKS 
19. ETHICAL HACKING – TCP/IP HIJACKING
20. ETHICAL HACKING – EMAIL HIJACKING
21. ETHICAL HACKING – PASSWORD HACKING
22. ETHICAL HACKING – WIRELESS HACKING
23. ETHICAL HACKING − SOCIAL ENGINEERING
24. ETHICAL HACKING − DDOS ATTACKS
25. ETHICAL HACKING – CROSS-SITE SCRIPTING
26. ETHICAL HACKING – SQL INJECTION 
27. ETHICAL HACKING – PEN TESTING.

No comments