Kali Linux course - Introduction 2020
Hello dosto , iss post me mai apko hamaare blog par publish hone wale Kali Linux course ka ek introduction dunga ki hum iss course me kya seekhenge aur ye specially kis type ki audience ke liye hai toh chaliye start karte hai.
Introduction
Kali Linux ek ethical hacker ke liye best open source security package hai jisme kuch tools ke set hai Jo ki ek organised category me divide kare gaye hain. Kali Linux ko hum ek computer me as a operating system install kar sakte hai Jo ki hum iss course me aage discuss karenge. Ye course aapko Kali Linux ki complete information dega aur iske practicals explain karega.
Audience
Ye course begineers ke liye banaaya gaya hai taaki unhe Kali Linux ke fundamentals samajh ne me madad mile. Ye course specifically penetration testers ke liye helpful hoga aur iss course ko complete karne ke baad aap moderate expert banjaayenge.
Perquisites
Ye course hai toh beginners ke liye par agar aap kisi bhi Linux distribution se familiar hain toh ye acha hai.
Toh dosto ye course start hogaya hai aur ye hain abhi tak ke kare hue posts apko saare link yaha mil jayenge jaise jaise post badhte jayenge.
Kali Linux course - installation aur configuration.
Kali Linux course - Laboratory setup.
Kali Linux course - Information gathering tools.
Post a Comment