Kali Linux course - Laboratory setup.



Hello dosto , iss post me hum  jaanenge ki Kaise hum Ek aur testing machine set up karenge taaki hum tests perform kar sake hamaare kali linux ke tools se toh chaliye jaante hai.

Laboratory setup Kaise kare...

Step 1:Metasploitable download karein. metasploitable ek Linux machine hai jisse aap rapid7 ke official webpage se download kar sakte hai : https://information.rapid7.com/metasploitabledownload.html?LS=1631875&CS=web


Step 2: apni details fill kar register kare aur uske baad hum usse download kar payenge


Step 3: virtual box -> new par click kare jaisa screenshot me hai


Step 4: “Use an existing virtual hard disk file” par click kare aur uss folder me jaaye jaha aapne metasploitable download kara hua hai. Waha se metasploitable ko select kare aur open par click kare.



Step 5: Create a virtual machine ki screen popup hogi aap create par click kare.




Metasploitable ab ready hai iska default username hai msfadmin Aur default password bhi hai msfadmin. 


No comments