Kali Linux course - Wireless Attacks - Part 1.

hello dosto, iss post me hum apne kali linux course ko continue karte hue seekhenge wifi hacking tools ke baare me jo kali linux me hain. Wireless card jo aap use karenge dhyan de ki wo monitoring mode support karta ho.


Fern Wifi Cracker
Fern ek wireless cracking tool hai jo kali linux me pre installed hota hai.

Fern ko open karne se pehle hame apne wifi card ko monitoring mode pe set karna hoga. Aisa karne ke liye type karein “airmon-ng start wlan-0” Terminal me.


ab Fern wireless cracker open karein.

Step 1: Applications -> Click “Wireless Attacks” -> “Fern Wireless Cracker”.


Step 2: apna wifi card select karein jaisa neeche screenshot me kara hai.


Step 3: Scan for access points par click karein


Step 4: Scanning khatam hone ke baad saare wifi networks show honge. Isss tutorial me sirf wpa networks scan hue hain.


Step 5: Browse par click karein aur attack ke liye wordlist select karein.


Step 6: wifi attack par click karein.


Step 7: Dictionary attack khatam hone ke bad wo password show kardega jaisa neeche pic me hai.



Thankyou guys iss post ka second part next post me hoga toh visit karte rahiye webhelphindi.com aur padhiye latest hacking tips tricks aur tutorials.

No comments